Google Bard ek AI chatbot hai jo Google AI ke taraf se develop kiya gaya hai. Yeh har qisam ki maloomat dhoondhne, likhne aur summaries banane ke liye istemal hota hai.
Google Bard Urdu Mein Kaam Karta Hai?
Jee haan! Google Bard bhi Urdu likhne aur samajhne ki salahiyat rakhta hai.
Google Bard Ka Urdu Mein Istemaal Karne Ka Tareeqa
1. Google Bard Ki Website Par Jayein – bard.google.com par visit karein.
2. Google Account Se Login Karein – Bard ka istemal karne ke liye aapko Google account chahiye hoga.
3. Urdu Mein Sawal Likhein – Aap direct Urdu mein likh sakte hain aur Google Bard uska jawab Urdu mein dega.
Istemaal Ki Misal:
Sawal: "Mujhe AI tools ki list do jo free hain?"
Google Bard Ka Jawab: "AI tools jo free hain, unmein ChatGPT, Google Bard, DeepL aur Canva AI shamil hain."
Comments
Post a Comment